Qurani maloomat

Part 02

Qurani maloomat Part 02




☀ Quran Mein sab se ziyada Harf Alif ka istemal hua hai. 

☀ Quran Mein sab se kam Harf za ”ظاء“ ka istemal hua hai. 

☀ Surahe Yaseen ko Quran Ka Dil Kahate hain. 

☀ Surahe Alhamd ko ummul Quran aur bhi Kaha jata hai.

☀ Quran mein 5 Surah hain Jo Alhamdulillah se shuru hote hain: 1.Alhamd 2. Anaam 3.Kahaf 4.saba 5.Fatir

☀ Quran Mein 4 Surah hain Jo inna (انّا) se shuru hote hain: 1.Fatah 2.Nooh 3.Qdar 4.Kausar

☀ Surah Fajr ko surah Imam Hussain (a.s) bhi Kaha jata hai. 

☀ Quran ke saat 7 surah ko Musabbahaat Kaha jata hai: 1. Asraa 2.hadeed 3.Hashar 4.saaf  5.Juma 6.Taghbun aur 7. Alaa

☀ Quran Ke mein 86 surah makki hain aur 28  Madani hain. 

☀ Quran Mein 4 surah hain jin main Sajda wajib hai. 
1. Fusilat 2. Sajda 3.Najim 4.Alaq

3 Comments