Qurani maloomat
Part 04

Aaye Mubahela surah Aale Imran ki ayat Number 61 hai.

Quran mein sab se zyada Hazrat Musa (a.s)ka naam Aaya hai.138 Martaba.

Quran Mein jumla 26 Nabiyon Ke naam zikr hue hain.

Rasool Akram (sawa) ka naam Quran mein Panch 5 bar Aaya hai. 4 bartaba Mohammed (sawa) Aur Ek Bar Ahmad (sawa).

Quran Mein sab se kam Hazrat e Yunus(a.s) ka naam Aaya hai sirf Do(2)Bar.

Sab se zyada Nabiyon ke naam Sureh ambiya mein Aaye hain. 14 Nabiyon ke naam.

Sab se pahle Hazrat e Dawood (a.s)ne zirah Banayi.

Jadu ka riwaj Hazrat e Musa (a.s)ke Zamane mein wajud mein Aaya.

Sab se pahle Hazrat e Suleman (a.s) ne bismilla hir rahm anirrahim likha
0 Comments